Classic dialogues of 'Sholay'
Classic dialogues of 'Sholay'
Check out some of Javed Akhtar and Salim Khan's best work

Ramesh Sippy’s legendary movie was an epitome of classic dialogues. Till date every Sholay fan is well aware about each of its fantastic dialogues. Listed below are a few of them.

Thakur: Gabbar se keh dena ki Ramgarhwaalon ne paagal kutton ke saamne roti daalna band kar diya hai...

Jai: Tumhara naam kya hai basanti?

Jai: Mujhe to sabhi police waale ek jaise nazar aate hain.

Imaam: Itna sannata kyon hai bhai?

Thakur: Loha abhi garam hai, maar do hathoda.

Gabbar: Bahut yarana lagta hai...

Gabbar: Jab tak tere pair chalenge iski saans chalegi.

Basanti: Bhaaaag Dhanno bhaag aaj teri Basanti ki izzat ka sawal hai.

Gabbar: Yeh Ramgarh wale apni chokariyon ko kaun chakki ka aatta khilate hain?

Gabbar: Duniya ki kissi jail ki deewar itnee pakki nahi ki Gabbar ko bees baras rakh sake.

Gabbar: Jo darr gaya samjho marr gaya!

Veeru: Basanti, In kutto ke samne mat nachna.

Basanti: Yunki, ye kaun bola?

Gabbar: Kitne adami the?

Basanti: Ab dekhne waali baat ye hai ki taanga kaun chala raha hai...?

Jai: Saala nautanki ghadi ghadi drama karta hai

Gabbar: Woh do the aur tum teen, phir bhi waapas aagaye... khaali haath. Kya samaz kar aaye the? Sardar bahot kush hoga? Sabasi dega?

Kaalia: Sardar., maine aapka namak khaya hai ?

Gabbar:To ab goli khaa...

Veeru: SUCIIDEEEEE...

Jailor: Aadhe idhar jaao, aadhe udhar jaao, baaki mere peeche aao.

Thakur: Yeh hath hath nehin,phansi ka fanda!

So, these were some of the classic dialogues of the film written by Javed Akhtar and Salim Khan. Watch out for this space for more news about Sholay.

Original news source

What's your reaction?

Comments

https://terka.info/assets/images/user-avatar-s.jpg

0 comment

Write the first comment for this!